Followers

kuch kahi kuch ankahi si ye zindagi ki kahani hain, kuch shabdo se bani to kuch khamoshi se buni ye dhadkano ki jubaani hain, Sirf meri ya tumhari nahi, ye har kisi ki kahaani hai........

Saturday, November 29, 2008


Oye, paagal, Haan hoon
Oye, paaji, Haan hoon
Arre gadhe, Haan hoon


Paagal, paaji, gadha, nigoda
Baingan bharta kadi pakora
Teda tirchcha aera gaera
Jaisa bhi hoon main hoon tera
Main hoon apne man ka mauji
Par hoon tere ghar ka fauji
Main hoon tere haath ki lathi
Chal chor bhi ab yeh rootha rathi
Tera gussa aai haai
Yeh gussa why why
Tera chehra aai haai
Yeh jhagra why why
Tu itna jo roothegi
To keh sakta hoon main bhi
O. k. ta ta bye bye...

No comments:

About Me

My photo
Nothing to describe.... A girl with thousand faults 🙅