SEWA SHULK (service tax)
Usne garaz kar kaha
Aap kaam chor
Pakke ghus-khor hai
Apkaa dhyaan kewal
Paiso ki or hai
Ab aap apni
Aadat ko chhodiye
Rashtriya dhaara se
Sawyam ko jodiye
Wah bola - mahashay
Kya aap kehte hai
Hum to is rog se
Koson door rehte hai
Aap aisee halkee
Baat mat kijiye
Maan, izzat thhodi
Hame bhi dijiye
Yeh gairon ka nahi
Apna hi mulk hai
Aap jise ghhons kehte hai
Wah ghhoons nahi
Maatr sewa shulk hai
-------------------suman
Followers
kuch kahi kuch ankahi si ye zindagi ki kahani hain, kuch shabdo se bani to kuch khamoshi se buni ye dhadkano ki jubaani hain, Sirf meri ya tumhari nahi, ye har kisi ki kahaani hai........
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
Blog Archive
-
▼
2008
(101)
-
▼
11/02 - 11/09
(13)
- KUCHH KAVITAAYEJO SHAYAD TUMHARE DIL KO CHHU JAAYE...
- CHITRAKAAR Apne banaaye chitra ko dekhJab chitraka...
- GAANDHI JI KI PIDAAaj subah subahEk sapna aayaGand...
- RASHTRIYA SAMPATTIApne awaareLadke ke haath meRail...
- MACHHAR BANAAM PUNJIPATI (masquito and capitalist)...
- SEWA SHULK (service tax)Usne garaz kar kahaAap kaa...
- COLLEGEEMazedaar college, hua hamko knowledgeKabhi...
- HINDIEk din mamla yun bigadaKi hamare zile keNetaj...
- AADHHUNIK DRAUPADI (modern draupadi)Patni ki or de...
- CHEER HARANAi watanDekhh kar tujhheBhar bhar aateM...
- POLICE KI LAACHAARIChouraahe ke paas khhadi thi, g...
- These poems r written long time back, but i hope s...
- DIARY OF AN UNBORN CHILDToday I am excited; with h...
- ► 11/09 - 11/16 (6)
- ► 11/16 - 11/23 (17)
- ► 11/23 - 11/30 (23)
- ► 11/30 - 12/07 (24)
- ► 12/07 - 12/14 (11)
- ► 12/14 - 12/21 (7)
-
▼
11/02 - 11/09
(13)
No comments:
Post a Comment